Monday, July 13, 2020

Jada lamba jeena mushkil hoga

13-July-2020 22:31PM

sad love quotes




Aaj roya jee bhar k roya, kabhi bacho ki tarah to tabhi pagalo ki tarah roya.
Socha tha mann kuch halka hoga, sine se kuch dard kam hoga,
Par teri mohabbat hai aisi bacha, sab waise ka waise raha.
Kitna b rolu mai, kitna b taras jau mai, bas ye khyal ki tujse kabi na mil paunga,
Jine nhi deta ab. tere bina jee to lunga par wo jina jada lamba jina nhi ho payega.

No comments:

Post a Comment

Jindagi ki har rah par

   26-Aug-2020 11:30PM   Jindagi ki har rah par, tera hi sath chahiye, kitne bhi kathin ho raste, tera hi sath chahiye, yu to bohot hai duni...