24-July-2020
Kuch aisi galtiya jo kabi thik nhi kari ja sakti,
Kuch aise Pal jo kabi wapis nhi laye ja sakte,
Aisa pyar jo bas ek hi baar hota hai,
Bas wahi ek yaar jo bheed me alag dikhayi deta hai,
ab wo yaar kisi aur ka hai, ab wo pyar kisi aur ka hai,
ab wo pal kisi aur k hai, ab galtiya karne ki kisi aur ki baari hai,
Jindagi choti si hai, jaise taise katt jayegi, tu aye ya na aye,
Ye hawaye to rula hi Jayengi.
I Miss You H
No comments:
Post a Comment